सोमवार, 9 नवंबर 2009

अनजान राहें

कुछ पाना है तो चलते चलें,
अनजान राहों पर बढ़ते चलें।
कोई राह तो मंजिल तक ले चले,
उस राह की खोज में बढ़ते चलें॥

सोमवार, 15 जून 2009

घायल


कुछ नहीं भाता है अब,
पहले से भी ज़्यादा दहल जाता है दिल।

कसक जाने कैसी है सीने में,
रह-रह-के मचल जाता है दिल॥

जिसकी आहट से ख़्वाब बेक़ाबू थे,
और बातों से बहल जाता था दिल।

जिसकी ज़ानिब खुद से भी इतना दूर हुए हम,
फ़िर तार-तार किये वो मसल जाता है दिल॥
इतना घायल हैं कि अब आह भी नहीं आती।
इश्क के मंज़र दूर-दूर सही, उन किनारों तक मेरी नाव भी नहीं जाती॥

वो जिसने घाव दिए दिल के, और जो मरहम उनका।
अब तो हम रुब़रू हों उनसे, ये चाह भी नहीं आती॥

इतना घायल हैं कि अब आह भी नहीं आती।
इश्क के मंज़र दूर-दूर सही, उन किनारों तक मेरी नाव भी नहीं जाती॥

कत्ल सब हो गए वो अरमां, वो मौज़ूँ दिल के।
उन नज़ारों तक मेरी निग़ाह भी नहीं जाती॥

इतना घायल हैं कि अब आह भी नहीं आती।
इश्क के मंज़र दूर-दूर सही, उन किनारों तक मेरी नाव भी नहीं जाती॥

कभी सुस्ता लिया था जिसने काँधे पे मेरे सर रखकर।
अब उसे मेरे बाहों की पनाह भी नहीं भाती॥

इतना घायल हैं कि अब आह भी नहीं आती।
इश्क के मंज़र दूर-दूर सही, उन किनारों तक मेरी नाव भी नहीं जाती॥

वो जो कभी मीठी ग़ज़ल थे मेरी जीनत के।
अब तो उस शायरी पे वाह भी नहीं आती॥

इतना घायल हैं कि अब आह भी नहीं आती।
इश्क के मंज़र दूर-दूर सही, उन किनारों तक मेरी नाव भी नहीं जाती॥

वो जो रहबर था, और रहगुज़र भी था मेरा।
उन दयारों तक मेरी राह भी नहीं जाती॥

इतना घायल हैं कि अब आह भी नहीं आती।
इश्क के मंज़र दूर-दूर सही, उन किनारों तक मेरी नाव भी नहीं जाती॥

----------------------------------
Kuch nahi bhata hai ab,
Pahle se bhi jayda dahal jata hai dil.

Kasak jane kaisi hai seene mein,
Rah-rah ke machal jata hai dil.

Jiski aahat se khawab bekaboo the,
Aur baaton se bahal jata tha dil,

Jiski zanib khud se bhi door itna huye hum,
Phir tar-tar kiye wo masal wo jata hai dil.
itna ghayal hain ki ab aah bhi nahi aati,
ishq ke manzar door-door sahi, un kinaron tak meri naav bhi nahi jati.

wo jisne ghav diye dil ke, aur jo marham unka,
ab to hum roobaroo hon unse, ye chaah bhi nahi aati.

itna ghayal hain ki ab aah bhi nahi aati,
ishq ke manzar door-door sahi, un kinaron tak meri naav bhi nahi jati.

qatl sab ho gaye wo armaan wo maujoon dil ke,
un nazaaron tak meri nigaah bhi nahi jaati.

itna ghayal hain ki ab aah bhi nahi aati,
ishq ke manzar door-door sahi, un kinaron tak meri naav bhi nahi jati.

kabhi susta liya tha jisne mere kandhe pe mere sar rakh kar,
ab use mere bahon ki panah bhi nahi bhati.

itna ghayal hain ki ab aah bhi nahi aati,
ishq ke manzar door-door sahi, un kinaron tak meri naav bhi nahi jati.

wo jo kabhi meethi ghazal the mere zeenat ke,
ab to us shaayari pe waah bhi nahi aati.

itna ghayal hain ki ab aah bhi nahi aati,
ishq ke manzar door-door sahi, un kinaron tak meri naav bhi nahi jati.

wo jo rahbar tha, aur rahguzar bhi tha mera,
un dayaron tak meri nigaah bhi nahi jati.

itna ghayal hain ki ab aah bhi nahi aati,
ishq ke manzar door-door sahi, un kinaron tak meri naav bhi nahi jati.